SIP (Systematic Investment Plan) एक ऐसा तरीका है जिसमें आप हर महीने थोड़ी-थोड़ी रकम म्यूचुअल फंड में निवेश करते हैं। इससे आपको एक साथ बड़ा पैसा लगाने की जरूरत नहीं होती और लंबी अवधि में अच्छा रिटर्न मिलने की संभावना रहती है।
SIP Kaise Kaam Karti Hai?
SIP me aap har month ek fixed amount invest karte ho.
SIP kya hai? SIP (Systematic Investment Plan) ek aasan tarika hai jisme aap har month thodi-thodi rakam mutual fund me invest karte hain. Ye amount mutual fund me lagta hai aur long term me compounding ka fayda milta hai.
Market upar-neeche hone par bhi SIP disciplined investment banaye rakhti hai.

SIP long term investment ke liye ek safe aur disciplined option mana jata hai.
Isme regular investment se wealth build hoti ha
SIP minimum kitne rupaye se shuru kar sakte hain?
SIP aap sirf ₹500 ya ₹1000 se bhi start kar sakte ho.Different mutual funds apna minimum amount decide karte hain.Aap apni income ke hisab seamount badha ya kam kar sakte ho.
SIP Maximum Amount Kitna Ho Sakta Hai?
SIP Mein maximum amount ki koi limit Nahin Hoti yah aapki income aur Gaol perpend karta hai.
SIP Kiske Liye Best Hai?
Beginners jo investment shuru karna chahte hain
Job ya business wale log jo monthly saving karna chahte hain
Long term goal jaise retirement ya future planning
Disclaimer
Is post me di gayi jankari sirf educational purpose ke liye hai. Mutual fund aur SIP market risk ke adheen hote hain. Invest karne se pehle apni research karein ya financial advisor se salah lein.